Ticker

6/recent/ticker-posts

How To Turn Your BLOGGER ACCOUNT KAISE BANAYE.

Title: How To Turn Your BLOGGER ACCOUNT KAISE BANAYE From Zero To Hero.

How To Turn Your BLOGGER ACCOUNT KAISE BANAYE From Zero To Hero.
How To Turn Your BLOGGER ACCOUNT KAISE BANAYE From Zero To Hero.


Apne blogger account ko zero se Hero kaise banaye .

Sab se pahale sab ye sochate hai ki blogger account kaise banaye to mai bata du ki ak blogger account banana akdam aasan kaam hai bhi or nhi bhi.

kyu ki aap ak blogger account to bana loge par uske settings me ulajh jaoge .

Abhi agar aap ak student hai or aap ak Blog article ya ak normal website banana chahate hai to blogger aapke lia best place hai .


To chaliye blogger account kaise banaye ye jaan lete hai .pahale aapko Google me Blogger search karna hoga blogger ak Google ka platform hai to aapko apne browser me blogger search kijia .

Search result ke pahale result ko open kijia ga oha aapko sing in ka options milega oha aap gmail account se login kar sakte hai login karne ke baad.

details fill karne ke baad new blog create karna hoga oha aapko website ke naam ke anusar ak blogger ke taraf se free subdomain milega jisme .

blogspot jura hoga ese aap custom domain ke sath badal bhi sakte hai .

Ab aapka blogger account ready ho chuka hai blogger account ko ak professional website ke tarah dikhane ke lia aapko kuch settings karni hogi jisse aapka blogger website ak professional.

Ye video jarur dekhe isme aapko blogger ke SEO settings ke bare me bataya gaya hai.

Jo aapko blogger account ko zero se Hero banane me help karega.

Jyada jankari ke liye ye video jarur dekhe.




Sabse pahale aapko ak blogger ke lia template/theme download karna hoga.free download karne ke lia [click here]. Yaha aapko blogger ke lia ak responsive/SEO Ready theme milegi .

Uske baad aapko kuch SEO settings karni hogi







Karne ke baad .aapko ak custom domain purchase karna hoga blogger account ke SEO settings ke lia custom domain hona jaruri hai nhi to aapka blog Google ke rank nhi kar payega .

Aapko Sari Jankari Mil Gai Hai . Agar aap is blog pe video chahte ho to comment karo taki mai or blog likhu.

Next blog me aapko custom domain ko blogger account ke link kaise kare ye bataya jayega.

Thank You For Visiting Our Website (TEAMTOBE)

Post a Comment

0 Comments