Ticker

6/recent/ticker-posts

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS, TIPS & STRATEGIES .


Title: BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS, TIPS & STRATEGIES .

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Blogger On Page SEO Tips and Strategies. SEO ka full form(Search Engine Optimization). 

Blogger  me on Page SEO karna bohot jaruri hai kyuki blogger me compitition bohot high hai to agar aap apna blog Google me rank karna chahte hai ya fir apne blogger account me adhik se adhik traffic Lena chahte Hain To aapko blogger on page SEO ya fir kisi bhi website ke liye aapko SEO settings karna hi padega tabhi aapke Blogger/website rank ya adhik se adhik traffic aayegi. 

Aapko es blog me blogger on page SEO tips and strategies ke bare me detail me bataya gaya hai. 

To maine aapko pahale blog me blogger account banana or blogger template setting ke bare me bataya hai . 

Blogger On Page SEO settings ke lia pahale apne blogger account ko open kijia usme aapko settings ka option miliga.
To sabse pahale hum basic se start karte hai.
                          BASIC

1. TITLE 

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Blogger on page SEO settings me sabse pahale aapko basic me apna title, likhana hoga title jo aapka website ke naam se milta julta ya website ka jo naam hai ohi hoga.

Ye aapko SEO settings me bohot help karta hai.

2. DESCRIPTION

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Blogger on page SEO settings ke lia aapko apna blogger ka description likhana hoga jo aapke blogger se related ho. Ye aap kisi bhi aapke related websites se uska description copy karke bhi laga sakte hai.

Sabhi apne website ya blog me apna description likhte hai.

Taki koi agar aapka website visit karta hai to use description se hi  pata chal jaye ki o tech ya others subject ka blog hai .

3. CUSTOM DOMAIN

Blogger on page SEO settings ke lia aapke ak Custom domain purchase karna hi parega agar aap sirf practice ke lia blog article likhate hai to aapko blogger account ke lia domain purchase na hi kare to behtar hai. Custom domain kaise purchase kare

Custom domain ko blogger se connect kaise kare eske uper ak alag se article likh kar bataunga. Kai log ye sochate hai ki blogger ke lia agar aap domain purchase karte hai to aapko hosting bhi purchase karna hoga to mai bata du aisa bilkul bhi nhi hai aapko sirf ak domain hi purchase karna parega. Aapko jo blogger apne taraf se jo (www.example.) deta hai ye free ka domain hai ise Google apne search me rank nhi karta to aapka SEO settings pe asar parega. 

4. SSL CERTIFICATE (http/https)

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Blogger on page SEO settings ke lia jaruri hai ye aapke URL se related hai aapne dekha hoga ki kai website ke URL se pahale

http/https expl: https://www.teamtobe.tech  to https ka matalab aapka website protected/secure hai.

aap jis bhi website se pahale https likha hota hai oh website protected/secure website hai ye aapke e-commerce website ke lia jaruri hai.

Aap agar apne website me payment ka option rakhate hai to aapko https enable karna hi parega aapko ye setting blogger me pahale se attached milti hai.
Aapko blogger me bahar se purchase karna nhi parta hai.
     
      LANGUAGE AND FORMATTING 

1. TIME AND DATE

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Blogger on page SEO settings ke lia aapko time and date ki setting karni paregi .

Aapko language and formatting ka settings ke ak time zone ka option milega usme aapko india ka jo standard time zone hai oh set karna parega.

 jaise india ka standard time zone (GMT+05:30) hai to ese set kijia ga taki aapke post india ke standard time zone ke anusar update ho.
Time ko set karke save setting par click kijia ga taki aapki ki gai settings save ho paye. 

       SEARCH PREFERENCES

1. META TAG

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Blogger on page SEO settings ke lia.

 (search preferences settings aapke blogger ke SEO ke lia bohot jaruri hai to ise dhayan se samjhia ga.)

Aap agar Google me kisi website to search karte hai to jo search result aata hai to uske nikhe aako ak short description likhi hoti hai ohi meta tag hota hai. Ise aap 150 words me likh sakte ho. 

2. SEARCH CONSOLE

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Blogger on page SEO settings aapko settings me search console ka ak option milega.

Aapko sabse pahale Google me search console likhakar search karna hai ye Google platform hai oha jake aapko ak interface milega.

 jisme aapko domain or url ka option milega to to aapko Domain me aapko apna blogger account ka url copy karke start pe click karna hoga or jo jo instruction milega use clear kijia karne ke baad aapko go property pe click karna hai oha aapko could'not fetch ka error milega. To ese aapko oise hi rahane dena hai. 

3. ROBOT .TXT

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Blogger on page SEO settings me aapko search console me aapko jo could'not fetch ka error aaya tha ye uska solution hai aapko Google me aapko XML SITEMAP search kijia ga aapko jo first result milega uske click kijia ga .

(Aap es link ko click karbe us websites me visit sakte hai CLICK HERE)

oha aapko ak box milega oha aapko aapke website ka url enter karke niche ak button hoga use click kijia or jo code milega use copy kijia ga. Uske baad aap google settings me jake search preferences ki setting me jaiye oha par aapko robot.txt setting milega oha ak add ka option milega usme aapko copy ki hui code to oha paste kijia or save kijia ga . Uske baad aapko jaha could'not fetch ka error aa raha tha oha jake check karenge oha se oh error message hat jayega . 

4. GOOGLE ANALYTICS

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Blogger ke search analys karta hai is setting to enable karke aap apane website ke traffic ko analys kar sakenge sabse pahale aap google me Google Analytics search kijia .

BLOGGER ON PAGE SEO SETTINGS


Google Analytics ke page me jake Google Analytics ka account create kijia use create karne ke baad use admin page me jake admine id copy kijia . Uske baad aap blogger account ke settings me jake Google Analytics ka option pe ak box milega usme copy ki hui code ko past kijia or save button click kijia.


THANK YOU FOR VISITING OUR WEBSITE (TEAMTOBE)

Post a Comment

8 Comments

  1. Nice blog article thanks 😊😀😀

    ReplyDelete
  2. The client is excited by the speed with which they define and deliver technical specifications. UX design agency worked on communication and is committed to the other's success. The client notes the team's youthfulness may also be to their detriment slightly in terms of experience.

    ReplyDelete
  3. They were on top of everything associated with project management, best industrial design companies results expected because of the development phase advances.

    ReplyDelete
  4. They were on top of everything associated with project management, best industrial design companies results expected because of the development phase advances.

    ReplyDelete
  5. Superb posts with lots of information!!! This is really the most miraculous blog site dude….
    website designers San Francisco

    ReplyDelete
  6. Thank you I am glad about the encouragement! I love your site, you post outstanding.
    user experience agency

    ReplyDelete

Please Do Not Enter Any Spam Link In Comment Box.